GHAIR JANIB DAR JINNAH AUR PAKISTAN
GHAIR JANIB DAR JINNAH AUR PAKISTAN | |
Author: | SALEENA KARIM |
ISBN: | 9789696376019 |
Publisher: | PARAMOUNT BOOKS (PVT) LTD. |
Category: | GENERAL INTEREST | HISTORY |
Series: | |
Level: | None |
BookCover: | Hard Cover |
Number Of Pages: | 528 |
Volume Number | 0 |
Number Of Volumes | 0 |
Edition No: | 1 |
Ghair Janib Dar Jinnah aur Pakistan Is bahas ka agaz 2005 sy hoa jab Saleena Karim nay Chief Justice Muneer ki kitab Jinnah Ta Zia (1979) main Muhammad Ali Jinnah say mansoob kiye gaiye aik iqtibas ko khud sakhta sabit kia. Ghair Janib Dar Jinnah k mozo par mubahisa karny waloon par us k ghair mamooli asar ka ameeq tajziya paish kia hy. Panch parsoon par muheet infiradi aur haqeeqi tahqeeq par mushtamil in ki tikab aik aisy Jinnah ki dilchasp tasveer paish karti hy jo na ladeen thay aur na mazhabi aur na hi secular islam k murakkib ki paidawar thay. Is Jamay kitab main darj zail mozooat par behas ki gai hay: Jinnah ki Nazaryati qalb Mahiyat Fikr Iqbal ka asar Do qomi nazaye k haqeeqi mani Qarar Dadee Lahore batoor-e-taqseem ka moakhar mutaliba Kabeena Mission plan 1949 ki Qarar dadee maqasid Ilmi aitbar say Jinnah ki gahat tasveer kashi Naiz gair matbooa tahqeeq, jis main shamil hain: Dastoor saz asambli 1954 k mubahis main Muneer k iqtibas k pahli bar aur tabah kun istimal ka bayan 1
User Reviews
Be the first to review “GHAIR JANIB DAR JINNAH AUR PAKISTAN”
General Inquiries
There are no inquiries yet.
₨ 995
There are no reviews yet.